Advantages and Disadvantage of online Shopping
ऑनलाइन शॉपिंग के फायदे और नुक्सान
aaj kal ke busy life main online shopping logon ke liye ek wardaan ki trah hai jo logon ki kaafi time bachata hai us time main ham bahut kuch kar sakte hai
aaj aap hamare is topic se online market ke profit or loss ke baare main samjhenge.
online marketing aaj kal alag alag profit ke liye logon ko bahut pasand aaraha hai.
Online Shopping hamare liye easy kaise hai
online shopping sites in india
Online shopping hamare liye bahut easy hai sochiye agar Raat 12:00 baje hame kuch yaad aata hai or ham apna ek chota sa mobile nikaal ke apne man pasand cheez book ker date hai or wo cheez hamare pass easy way main pahuch jaata hai sochiye heavy trafic se bach ke apne pasand ki shoap pe bahut wait kerne ke baad mujhe wo mile or use utha ke ghar laaye to usse kitna aasan h online shopping jo aap ke ghar aake aapka man pasand cheez mil jaiye to isse jiyadh aapko kiya mil sakta hai

online shopping main hame har cheez alag alag trah ki dher saari milti
ji ha online shopping main hame dher saare alag alag cheez dekh sakte or kharid sakte or ham yahi offline kisi bhi shoap ya mall main itna jiyadh dekhna dhundhna shayad hi hamko aisa moka de or na hi itne products hame waha milegi kabhi.
online shopping india cash on delivery
online shopping india cash on delivery
online shoping se kisi ko gift bhej sakte
kabhi kabhi aisa hota h kisi ka birthday/marrage anniwersary or ham waha nahi ja sakte/pahuch sakte or jiska birthday/marrage ho wo bole koi bahana nahi chalega mujhe gift chahiye ab to ye offline possible nahi h to phir ham usse online kisi bhi site se koi piyara sa gift book ker ke apne adress ki jagah uska adress de denge or payment ker denge wo gift time pe uske ghar pe mil jaiyega
kabhi kabhi has koi cheez shoap pe dekh late h per paise jiyadh dekh ke ham online usse kam daam main book ker date magar ham uska high delivery charge dekhna bhul jaate h
kabhi kabhi ham online kuch late but wo time pe hame nahi milti isse kuch customer ko time pe cheez nahi milne se bahut dukh hota h or wo time pe uksa use nahi ker paate
online shopping se ham alag alag shop/mall ki price match ker sakte h
online shoping se ham ghar baithe lisi mall/soap ke price cheak ker sakte isse hame kisi cheez ka sahi price ka pata chalta h ham yaha se kafi paise bacha sakte ye sab bus online shopping se possible honline shoping se shoping se ham purani cheez bhi kharid sakte h
online shoping se ham purani cheezon ko aasani se internet ke jarye kharid sakte h bahut si website bus purani cheez hi sale kerti h ham yaha se bhadi discount main koi bhi cheez le sakte h agar hame koi purani cheez ki khoj h to ham yaha se le sakte haiWhat is disadvantage of online shopping- ऑनलाइन शॉपिंग से नुकसान किया है
kehte hai na har acchi cheez main koi burai hoti hai hame online shopping kerne se phale us site ke baare main knowledge hona chahiye or ye pata hona chahiye ki usse loss kitna h sahi suna aapne online shopping se hame loss bhi ho sakta haikabhi kabhi has koi cheez shoap pe dekh late h per paise jiyadh dekh ke ham online usse kam daam main book ker date magar ham uska high delivery charge dekhna bhul jaate h
kabhi kabhi ham online kuch late but wo time pe hame nahi milti isse kuch customer ko time pe cheez nahi milne se bahut dukh hota h or wo time pe uksa use nahi ker paate
0 Comments
Post a Comment